ALAG AASMAAN LYRICS – ANUV JAIN

Alag Aasmaan Lyrics is Anuv Jain’s 5th studio song which was released on 30th July. Anuv Jain is back with another Ukulele single and Alag Aasmaan is streaming on almost all music providers in India. Like every other Anuv Jain’s song, Alag Aasmaan is also dedicated to someone special.
Alag Aasmaan Lyrics
Alag Aasmaan
Nayi nahi hain yeh baatein wahi Phir is modh par hum milein hain Na jaane ab milenge hum kabhi Toh ruk jao ik pal yahan pe
Yeh narm chadaron ki silvatein Tujhe abhi bula rahin hain Na jao duur insein yeh kahein Yeh sukoon kahan pe hai hasil?
Dil ko mere yeh hai pata Ke milon ka yeh faasla hai Alag Aasmaan bhi hai toh kya? Yeh dil na manay
Yeh gaadiyon ki aisi daudh sa Tera bhi dil daudhta hai Ha ja rahe ho duur tum toh kya? Main hi toh dil ka musafir
Toh ik baar phir tu haske zara Dekh le meri in aankhon mein Main kaid kar loon har woh pal tera Teri yeh baatein
Jo hain
Toh aur kya hai yeh baatein bata? Kyun ab din bhi dhalta nahin yeh na ho toh?
Tum udhe ja rahe Yeh aasmaan mein khidkiyon se dekh tu pahadon ko yoon chote se lagay Hai kitne bade jo ho samne
Durr jo hai khade Unhe bhi ye humari zindagi yoon titliyon si choti choti si lage Hai kitni badi nahi jaante
Khaali ghar tera Yeh chabiyon ki goonj aise Tujhe dara rahi, tu darna nahi Main hoon yahin par
Ab Alag Aasmaan hai Aur hai zameen bhi kuch alag si Par miloge jab kabhi, toh dekhna tabhi Main kuch alag nahi
Written By: Anuv Jain
This is the end of Lyrics. If you find any mistake in the lyrics of Kabooter Song, please send correct lyrics using Contact Us Form