DEEJO DARSHAN MUJHE LYRICS – JAHAN ARA KAJJAN

Deejo Darshan Mujhe lyrics, the song is sung by Jahan Ara Kajjan from Ankh Ka Tara (1932). Deejo Darshan Mujhe Playful soundtrack was composed by with lyrics written by .
Deejo Darshan Mujhe Lyrics
Deejo Darshan Mujhe
Bansi Ke Bajaane Waale
Deejo Darshan Mujhe
Bansi Ke Bajaane Waale
Katni Kaachhe Huye Jo
Biraj Bachaane Waale
Katni Kaachhe Huye Jo
Biraj Bachaane Waale
Deejo Darshan Mujhe
Bansi Ke Bajaane Waale
Din Ko Nahin Pade Chain
Raat Ko Ginte Taare
Din Ko Nahin Pade Chain
Raat Ko Ginte Taare
Sada Pyaare Wo Govind
Gun Gaane Waale
Sada Pyaare Wo Govind
Gun Gaane Waale
Sab Sakhi Jhool Rahee
Kadamb Chhainyya Taley
Sab Sakhi Jhool Rahi
Kadamb Chhainyya Taley
Hamko To Chhod Chale
Gham Ke Bhulaane Waale
Deejo Darshan Mujhe
Bansi Ke Bajaane Waale
Deejo Darshan Mujhe Bansi
Kubja Ko Raag Diyo
Hamko Bairaag Diyo
Kubja Ko Raag Diyo
Hamko Bairaag Diyo
Jagat Mein Ham To Nahin
Bhasm Ramaane Waale
Jagat Mein Ham To Nahin
Bhasm Ramaane Waale
Gaja Ki Ter Suni
Dwaarika Se Dhaayo Hain
Gaja Ki Tera Sune
Dwaarika Se Dhaayo Hain
Sabha Mein Draupadi Ki
Cheer Badhaane Waale
Sabha Mein Draupadi Ki
Cheer Badhaane Waale
Deejo Darshan Mujhe
Bansi Ke Bajaane Waale
Deejo Darshan Mujhe Bansi.
Deejo Darshan Mujhe Song Credits
Song | Deejo Darshan Mujhe Lyrics |
Singer | Jahan Ara Kajjan |
Genre | Playful |
Director | Jyotish Bannerjee |
Album | Ankh Ka Tara |
Starring | Chanda, Indubala, Jehanara Kajjan, Laxmi, Narmada Shankar |
Year | 1932 |
Deejo Darshan Mujhe Music Video
This is the end of Deejo Darshan Mujhe Lyrics. If you find any mistake in the lyrics of Deejo Darshan Mujhe Song, please send correct lyrics using Contact Us Form